Rajasthan royals aur Punjab kings ke bich Wednesday ko yahan IPL 16 ka mukabala khela jaega. Hyderabad ko buri haar ke dene ke bad atmavishwas se Bhari
Rajasthan ki team Punjab kings ki kadi chunautiyon ka samna karne utregi.

Hyderabad ke khilaf royals ne 72 ran se match jita tha aur pichhle sal ki up Vijeta team ne har vibhag mein behtarin
performance kiya tha. Salami ballebaaz yashasvi Jaiswal English ballebaaz Josh butler aur kaptan Sanju  shandar phone mein chal rahe hain aur teenon hi ballebaaz ne Hyderabad ke
khilaf ardhshatak lagaye the.

Rajasthan ki team Guwahati ko Apne dusre gharelu sthan ke roop mein yahan do mukabale khelegi. Purvottar ko pahli bar IPL mukabale ki mejwani ka mauka
mila hai. Royals ki ballebaji mein gahrai hai aur unke ballebaaz kisi bhi gendbazi aakraman ki dhunai kar sakte hain.

Jayaswal ne pichhle match mein 37 ball mein 54 ran ki pari kheli thi aur
apne performance se sabhi ka dil jita tha. Vahi butler ne pichhle sal mein sarvadhik sabse jyada ran banae the aur unhone apni purani form ko jari rakhte hue Hyderabad ke khilaf 22 ball mein
54 ran ki bahut hi acchi pari kheli thi.


 Team is type mein hai

Rajasthan royals
Sanju Samson (captain) Abdul Basit, Murugan Ashwin, Ravi Chandran Ashwin ,km Asif ,trent Bolt ,Josh butler. kc karigappa, yajurveda chahal ,donoBal farera, Simran hatmayar,Jason holder ,yashasvi jayaswal,dhruvjurel,obed mekoye, devdat padhdhikal,Rehan paraag ,Kunal Singh Rathore, Jo root, Navdeep Saini, Sandeep
Sharma, Kuldeep Sen, Aakash vashishth ,Kuldeep Yadav and Adam japa.

Punjab kings
 Shikhar Dhawan (captain), Singh Baldev Singh ,rajbaba Rahul chahar, Rishi Dhawan, Nathan LS, Harpreet barar, Harpreet Singh, Mohit Rathi,v kavreppa,liyam livingston, Prabhu Simran Singh Bhanu ka rajpache
AVN Shahrukh Khan Jitendra Sharma Shivam Singh mrutyu shot secunder Raja aur arthav tayde. or bhi name hai vo search kar lena bhai logo.
  Rajasthan ki najar lagatar dusre Jeet per ,Punjab king se milegi kadi chunauti

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *